SEARCH RESULTS
Showing search results for ".jnuu"
Sher MATCHES FOR ".jnuu"
Sher
aa.ii aavaaz-e-KHudaavand diye dete hai.n
daaKHila teraa J.N.U me.n kiye dete hai.n
Saghar Khayyami
Sher
kitnii dilkash ho tum kitnaa dil-juu huu.n mai.n
kyaa sitam hai ki ham log mar jaa.e.nge
Jaun Eliya
Sher
dekhnaa achchhaa nahii.n zaanuu pe rakh kar aa.ina
dono.n naazuk hai.n na rakhiyo aa.ine par aa.ina
Dagh Dehlvi
Sher
kaav kaav-e-saKHt-jaanii haa.e-tanhaa.ii na puuchh
sub.h karnaa shaam kaa laanaa hai juu-e-shiir kaa
Mirza Ghalib
Sher
zindagaanii kii haqiiqat kohkan ke dil se puuchh
juu-e-shiir o tesha o sa.ng-e-giraa.n hai zindagii
Allama Iqbal
Sher
jalte diyo.n me.n jalte gharo.n jaisii zau kahaa.n
sarkaar raushnii kaa mazaa ham se puuchhiye
Khumar Barabankavi
Sher
sab se ba.Daa fareb hai KHud zindagii 'adaa'
is hiila-juu ke saath hai.n ham bhii bahaana-saaz
Ada Jafarey
Sher
adab baKHshaa hai aisaa rabt-e-alfaaz-e-munaasib ne
do-zaanuu hai mirii tab-e-rasaa tarkiib-e-urdu se
Munshi Khairati Laal Shagufta
Sher
bahtii nahii.n hai mard kii aa.ankho.n se juu-e-ashk
lekin hame.n bataa.o ki ham kis liye ha.nse.n
Owais Ahmad Dauran
Sher
kaam aa.ii kohkan kii mashaqqat na ishq me.n
patthar se juu-e-shiir ke laane ne kyaa kiyaa
Mohammad Rafi Sauda
Sher
apne hii aks ko paanii me.n kahaa.n tak dekhuu.n
hijr kii shaam hai ko.ii to lab-e-juu aa.e
Shahzad Ahmad
Sher
Shamshad shaad
Sher
ye mashvara baham uTThe hai.n chaara-juu karte
ki ab mariiz ko achchhaa thaa qibla-ruu karte
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Sher
takiya agar nasiib ho zaanu-e-yaar kaa
mai.n aisii nii.nd so.uu.n ki saabit ho mar gayaa
Imdad Ali Bahr
Sher
KHudaa kii shaan ki ham ko uThaa ke mahfil se
raqiib baiThe hai.n zaanuu tiraa dabaa.e hu.e
Mohammad Naazir Ali Naazir
Sher
Fasih Akmal
Sher
duniyaa kaa KHuun daur-e-mohabbat me.n hai safed
aavaaz aa rahii hai lab-e-juu-e-shiir se