SEARCH RESULTS
Showing search results for ".nip"
Sher MATCHES FOR ".nip"
Sher
ko.ii mere dil se puuchhe tire tiir-e-niim-kash ko
ye KHalish kahaa.n se hotii jo jigar ke paar hotaa
Mirza Ghalib
Sher
dil kii udaasiyo.n kaa ko.ii sabab nahii.n hai
bas ye sabab hai mere dil kii udaasiyo.n kaa
Neel Ahmed
Sher
da.avaa bahut ba.Daa hai riyaazii me.n aap ko
tuul-e-shab-e-firaaq ko to naap diijiye
Akbar Allahabadi
Sher
Meer Taqi Meer
Sher
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
havaa kaa rang nahii.n hai magar mizaaj to hai
havaa se dostii karnaa ko.ii mazaaq nahii.n
Neel Ahmed
Sher
Himayat Ali Shayar
Sher
kisii ko yaad karne ke nahii.n maKHsuus kuchh lamhe
ko.ii jab yaad aa jaa.e to phir vo yaad aataa hai
Neel Ahmed
Sher
naavak-andaaz jidhar diida-e-jaanaa.n ho.nge
niim-bismil ka.ii ho.nge ka.ii be-jaa.n ho.nge
Momin Khan Momin
Sher
siine se dil nikaal ke haatho.n pe rakh diyaa
mai.n ne to bas kahaa thaa ki dha.Dkan kaa shor hai
Neel Ahmed
Sher
mire siine se lag kar der tak rotii hai tanhaa.ii
kisii ne kah diyaa us se mohabbat ho ga.ii mujh ko
Neel Ahmed
Sher
aur phir mohabbat me.n jii ke mar ke dekhaa hai
log sochte hai.n jo ham ne kar ke dekhaa hai
Neel Ahmed
Sher
goggle lagaa ke aa.nkh par chalne lage hasiin
vo lutf ab kahaa.n nigah-e-niim-baaz kaa