SEARCH RESULTS
Showing search results for ".poue"
Sher MATCHES FOR ".poue"
Sher
kaise sukuun paa.uu.n tujhe dekhne ke ba.ad
ab kyaa Gazal sunaa.uu.n tujhe dekhne ke ba.ad
Saeed Shahidi
Sher
Riyaz Khairabadi
Sher
Mahmood Shaam
Sher
mai.n tujh ko bhuul na paa.uu.n yahii sazaa hai mirii
mai.n apne-aap se letaa huu.n intiqaam apnaa
Akbar Ali Khan Arshi Zadah
Sher
Nasir Shahzad
Sher
Sajjad Baqar Rizvi
Sher
shaiKH-jii kyuu.nki ma.aasii se bache.n ham ki gunaah
irs hai apnii ham aadam ke agar pote hai.n
Qayem Chaandpuri
Sher
ha.nsiye charaaG ujaaliye paude lagaa.iye
kuchh hausla ba.Dhaa.iye buu.Dhii zamiin kaa
Saeed Ahmad Akhtar
Sher
us pe.D ke har phal me.n miraa haq zaraa rakhnaa
jis nanhe se paude ko shajar mai.n ne kiyaa hai
Abida Karamat
Sher
gar kahii.n paa.uu.n akelaa to balaa.e.n le kar
kis maze se tujhe luu.n chhaatii se dil-daar lagaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
pau phaTte hii 'riyaaz' jahaa.n KHuld ban gayaa
Gilmaan-e-mahr saath liye aa.ii huur-e-sub.h
Parveen Umm-e-Mushtaq
Sher
us rashk-e-chaman ke ta.ii.n gar dekhne paa.uu.n
marne se jo bach jaa.uu.n to phuulaa na samaa.uu.n