SEARCH RESULTS
Showing search results for ".snnj"
Sher MATCHES FOR ".snnj"
Sher
phuulo.n kii sej par zaraa aaraam kyaa kiyaa
us gul-badan pe naqsh uTh aa.e gulaab ke
Adil Mansuri
Sher
Mirza Ghalib
Sher
is dil ko kisii dast-e-adaa-sanj me.n rakhnaa
mumkin hai ye miizaan-e-kam-o-besh jalaa de
Afzal Ahmad Syed
Sher
Mah Laqa Chanda
Sher
ajiib baat hai kiicha.D me.n lahlahaa.e ka.nval
phaTe puraane se jismo.n pe saj ke resham aa.e
Ibn-e-Safi
Sher
phuulo.n kii sej dost kii KHaatir 'muhib' bichhaa.o
kaa.nTe rakho babuul ke a.adaa.o.n ke tale
Waliullah Muhib
Sher
'nazr' phir aayaa hai ik rasm nibhaane kaa din
saj sa.nvar ke sabhii raavan ko jalaane nikle
Nazr Fatmi
Sher
Azhar Bakhsh Azhar
Sher
Abroo Shah Mubarak
Sher
pahnaa jo mai.n ne jaama-e-diivaangii to ishq
bolaa ki ye badan pe tire saj gayaa libaas
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
na bazla-sanj na shaa.er na shoKH-tab.a raqiib
diyaa hai aap ne KHalvat me.n apnii baar kise
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Sher
ham-safiiro.n se sabaa kahiyo ki tum me.n bhii kabhii
ek din thaa ye giraftaar-e-balaa zamzama-sanj
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
mirii talab me.n takalluf bhii inkisaar bhii thaa
vo nukta-sanj thaa sab mere hasb-e-haal diyaa
Sarshar Siddiqui
Sher
merii saj-dhaj to ko.ii ishq-e-butaa.n me.n dekhe
saath qashqe ke hai zunnaar-e-barahman kaisaa
Riyaz Khairabadi
Sher
ye zamzama tuyuur-e-KHush-aaha.ng kaa nahii.n
hai naGma-sa.nj bulbul-e-ra.ngii.n-navaa-e-qalb
Pandit Jawahar Nath Saqi
Sher
saj diyaa hairat-e-ushshaaq ne is but kaa makaa.n
qadd-e-aadam hai.n lage aa.ine diivaaro.n me.n