SEARCH RESULTS
Showing search results for ".tkv"
Sher MATCHES FOR ".tkv"
Sher
KHat phaa.D ke phe.nkaa hai to likkhaa bhii miTaa do
kaaGaz pe utartaa hai bahut taav tumhaaraa
Muztar Khairabadi
Sher
aaj-kal to sab ke sab T.v ke diivaane hu.e
varna bachche to liyaa karte the paagal ke maze
Badr Wasti
Sher
T.v kaa ye mazaaq adiibo.n ke saath hai
shaa.er se dugnaa rakh diyaa qavvaal kaa bajaT
Khalid Irfan
Sher
chor-saahib do adad T.V u.Daa kar le ga.e
ek apne vaaste aur ek thaane ke liye