SEARCH RESULTS
Showing search results for ".toup"
Sher MATCHES FOR ".toup"
Sher
khii.ncho na kamaano.n ko na talvaar nikaalo
jab top muqaabil ho to aKHbaar nikaalo
Akbar Allahabadi
Sher
baat karne kaa hasii.n taur-tariiqa siikhaa
ham ne urdu ke bahaane se saliiqa siikhaa
Manish Shukla
Sher
mere hone me.n kisii taur se shaamil ho jaa.o
tum masiihaa nahii.n hote ho to qaatil ho jaa.o
Irfan Siddiqi
Sher
tuu hai harjaa.ii to apnaa bhii yahii taur sahii
tuu nahii.n aur sahii aur nahii.n aur sahii
Qalaq Merathi
Sher
Ahmad Ata
Sher
be-bulaa.e hu.e jaanaa mujhe manzuur nahii.n
un kaa vo taur nahii.n meraa ye dastuur nahii.n
Mirza Raza Barq
Sher
is shaan se lauTe hai.n ga.nvaa kar dil-o-jaa.n ham
is taur to haare hu.e lashkar nahii.n aate
Mohsin Naqvi
Sher
ham taur-e-ishq se to vaaqif nahii.n hai.n lekin
siine me.n jaise ko.ii dil ko malaa kare hai
Meer Taqi Meer
Sher
Wali Uzlat
Sher
taur majnuu.n kii nigaaho.n ke bataate hai.n hame.n
isii lailaa me.n hai ik duusrii lailaa dekho
Bedam Shah Warsi
Sher
ta.Dpe.nge tirii yaad me.n ghabraa.e.nge tanhaa
ai dost kisii taur na jii paa.e.nge tanhaa
Irfan Abid
Sher
rasm-e-duniyaa to kisii taur nibhaate jaa.o
dil nahii.n milte bhii to haath milaate jaa.o
Sada Ambalvi
Sher
ain mumkin hai use mujh se mohabbat hii na ho
dil bahar-taur use apnaa banaanaa chaahe
Fariha Naqvi
Sher
us ko bhii kisii tarah bharosaa nahii.n thaa
mai.n ne bhii kisii taur safaa.ii nahii.n dii
Moid Rasheedi
Sher
garmii ne kuchh aag aur bhii siine me.n lagaa.ii
har taur Garaz aap se milnaa hii kam achchhaa
Insha Allah Khan Insha
Sher
sab dikhaate hai.n tiraa aks mirii aa.nkho.n me.n
ham zamaane ko isii taur se mahbuub hu.e
Anwar Moazzam
Sher
umr apnii to isii taur se guzrii hai 'habiib'
rahaa tuufaa.n hii nigaaho.n me.n kinaara na rahaa