SEARCH RESULTS
Showing search results for ".wce"
Sher MATCHES FOR ".wce"
Sher
ai vaa.e inqalaab zamaane ke jaur se
dillii 'zafar' ke haath se pal me.n nikal ga.ii
Bahadur Shah Zafar
Sher
aage hii bin kahe tuu kahe hai nahii.n nahii.n
tujh se abhii to ham ne ve baate.n kahii nahii.n
Khwaja Meer Dard
Sher
ve suurate.n ilaahii kis mulk bastiyaa.n hai.n
ab dekhne ko jin ke aa.nkhe.n tarastiyaa.n hai.n
Mohammad Rafi Sauda
Sher
Zafar Kaleem
Sher
ve din ga.e ki aa.nkhe.n dariyaa sii bahtiyaa.n thii.n
suukhaa pa.Daa hai ab to muddat se ye do-aabaa
Meer Taqi Meer
Sher
mujh ko ye soch hai jiite hai.n ve kyuu.n-kar yaa-rab
apne maashuuqo.n se jo shaKHs judaa rahte hai.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
marte marte dekhne kii aarzuu rah jaa.egii
vaa.e naakaamii ki us kaafir kaa KHanjar tez hai
Mirza Ghalib
Sher
vaa.e Gurbat ki hu.e jis ke liye KHaana-KHaraab
sun ke aavaaz bhii ghar se na vo baahar niklaa
Arzoo Lakhnavi
Sher
kal 'naziir' us ne jo puuchhaa ba-zabaan-e-punjab
neh vich me.nDii a kii haal-e-tusaadaa ve miyaa.n
Nazeer Akbarabadi
Sher
pii sharaab naam-e-rindaa.n taa asar suu.n kaif ke
zikr-e-allaah allaah ho ve gar kahe tuu raam raam
Qurbi Velori
Sher
vaa.e naakaamii-e-qismat ki bha.nvar se bach kar
lab-e-saahil pe jo aa.e to kagaaraa TuuTaa
Zaki kakorvi
Sher
gar kisii Gair ko farmaa.oge tab jaanoge
ve hamii.n hai.n ki bajaa laave.n jo irshaad karo
Meer Mohammadi Bedar
Sher
rakhte hai.n dahaano.n pe sadaa mohr-e-KHamoshii
ve log jinhe.n aatii hai guftaar-e-mohabbat