SEARCH RESULTS
Showing search results for "1857 ke inqailab ka aini sha"
Sher MATCHES FOR "1857 ke inqailab ka aini sha"
Sher
hammaam ke aa.iine me.n shab Duub rahii thii
cigarette se na.e din kaa dhu.aa.n phail rahaa thaa
Adil Mansuri
Sher
jo dekhtaa huu.n vahii bolne kaa aadii huu.n
mai.n apne shahr kaa sab se ba.Daa fasaadii huu.n
Shakeel Shah
Sher
jo dekhtaa huu.n vahii bolne kaa 'aadii huu.n
mai.n apne shahr kaa sab se ba.Daa fasaadii huu.n
Shakeel Shah
Sher
Meer Taqi Meer
Sher
de ek shab ko apnii mujhe zard shaal tuu
hai mujh ko suu.nghne ke havas so nikaal tuu
Insha Allah Khan Insha
Sher
ulfat ne tirii ham ko to rakkhaa na kahii.n kaa
dariyaa kaa na jangal kaa samaa kaa na zamii.n kaa
Wajid Ali Shah Akhtar
Sher
mai-kashii kaa hai ye shauq us ko ki aa.ii.ne me.n
kaan ke jhumke ko anguur kaa KHoshaa samjhaa
Shah Naseer
Sher
Anwar Masood
Sher
Shad Lakhnavi
Sher
aisaa nahii.n ki un se mohabbat na ho magar
pahle saa josh pahle sii shiddat nahii.n rahii
Salman Akhtar
Sher
ham tire KHvaabo.n kii jannat se nikal kar aa ga.e
dekh teraa qasr-e-aalii-shaan KHaalii kar diyaa
Aitbar Sajid
Sher
ishq-e-KHuubaa.n nahii.n hai aisii shai
baa.ndh kar rakhiye jis ko pu.Diyaa me.n
Maatam Fazl Mohammad
Sher
vo mujhe chho.D ke ik shaam ga.e the 'naasir'
zindagii apnii usii shaam se aage na ba.Dhii