SEARCH RESULTS
Showing search results for "Guncha-e-basta"
Sher MATCHES FOR "Guncha-e-basta"
Sher
mazkuur jabki tere tabassum kaa aa pa.Daa
gulshan me.n tifl-e-Guncha-e-dil khilkhilaa pa.Daa
Maroof Dehlvi
Sher
Akhtar Ansari Akbarabadi
Sher
hame.n bhii Guncha-o-gul se ba.Dii mohabbat thii
chaman me.n kaash hamaaraa bhii aashiyaa.n hotaa
Takmiil Rizvi Lakhnavi
Sher
Guncha-e-gul ke sabaa god bharii jaatii hai
ek parii aatii hai aur ek parii jaatii hai
Insha Allah Khan Insha
Sher
na surKHii Guncha-e-gul me.n tire dahan kii sii
na yaasman me.n safaa.ii tire badan kii sii
Nazeer Akbarabadi
Sher
ham ek the ki liye lutf Guncha o gul se
vo ek the ki maze aashiyaa.n jalaa ke liye
Abdullah Zakir
Sher
aziizaan-e-vatan ko Guncha o barg o samar jaanaa
KHudaa ko baaGbaa.n aur qaum ko ham ne shajar jaanaa
Chakbast Braj Narayan
Sher
lo ham bataa.e.n Guncha-o-gul me.n hai farq kyaa
ik baat hai kahii hu.ii ik be-kahii hu.ii
Agha Shayar Qazalbash
Sher
Guncha o gul maah o anjum sab ke sab bekaar the
aap kyaa aa.e ki phir mausam suhaanaa aa gayaa
Asad Bhopali
Sher
Asghar Gondvi
Sher
'azfarii' Guncha-e-dil band aur aa.ii hai bahaar
sair-e-gul ko ki ye shaayad ba-takalluf khil le
Mirza Azfari
Sher
sarv ko dekh ke kahtaa hai dil-e-basta-e-zulf
ham giraftaar hai.n is baaG me.n aazaad hai.n sab
Amanat Lakhnavi
Sher
Tasweer
Sher
Jigar Moradabadi
Sher
S A Mehdi
Sher
mahsuus bhii ho jaa.e to hotaa nahii.n bayaa.n
naazuk saa hai jo farq gunaah o savaab me.n