SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHaanqaahii"
Sher MATCHES FOR "KHaanqaahii"
Sher
ab tak hamaarii umr kaa bachpan nahii.n gayaa
ghar se chale the jeb ke paise giraa diye
Nashtar Khaanqahi
Sher
Nashtar Khaanqahi
Sher
pursish-e-haal se Gam aur na ba.Dh jaa.e kahii.n
ham ne is Dar se kabhii haal na puuchhaa apnaa
Nashtar Khaanqahi
Sher
Nashtar Khaanqahi
Sher
mai.n ghar basaa ke samundar ke biich soyaa thaa
uThaa to aag kii lapTo.n me.n thaa makaan miraa
Nashtar Khaanqahi
Sher
Nashtar Khaanqahi
Sher
har baar nayaa le ke jo fitna nahii.n aayaa
is umr me.n aisaa ko.ii lamha nahii.n aayaa
Nashtar Khaanqahi
Sher
dhamak kahii.n ho laraztii hai.n khi.Dkiyaa.n merii
ghaTaa kahii.n ho Tapaktaa hai saa.ebaan miraa
Nashtar Khaanqahi
Sher
bulbul ke kaarobaar pe hai.n KHanda-haa-e-gul
kahte hai.n jis ko ishq KHalal hai dimaaG kaa
Mirza Ghalib
Sher
vo tavajjoh de na de lekin sadaa dete raho
apne hone kaa use 'ruuhii' pataa dete raho
Roohi Kanjahi
Sher
apno.n ke zaKHm khaa ke mai.n niklaa jo shahr se
jo ajnabii milaa vahii apnaa lagaa mujhe
Zuhair Kanjahi
Sher
Shamim Abbas
Sher
jab mai-kada chhuTaa to phir ab kyaa jagah kii qaid
masjid ho madrasa ho ko.ii KHaanqaah ho
Mirza Ghalib
Sher
tah kar chuke bisaat-e-Gam-o-fikr-e-rozgaar
tab KHaanqaah-e-ishq-o-mohabbat me.n aa.e hai.n
Amir Hamza Saqib
Sher
Aisha Ayub
Sher
pata hotaa to na kartaa kabhii ko.ii nekii
tumhii.n jannat me.n milogii mujhe ma.aluum na thaa
Roohi Kanjahi
Sher
rindo.n ko va.az pand na kar fasl-e-gul me.n shaiKH
aisaa na ho sharaab u.De KHaanqaah me.n
Habeeb Moosavi
Sher
ai shaiKH apne apne aqiide kaa farq hai
hurmat jo dair kii hai vahii KHaanqaah kii