SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHiira-kun"
Sher MATCHES FOR "KHiira-kun"
Sher
samundaro.n ko sikhaataa hai kaun tarz-e-KHiraam
zamii.n kii tah me.n KHazaane kahaa.n se aate hai.n
Sattar Syed
Sher
guzraa hai kaun phuul khilaataa KHiraam se
'shaadaab' aaj raahguzar paa rahaa huu.n mai.n
Parvez Shahidi
Sher
ab shor hai misaal-e-juudii is KHiraam ko
yuu.n kaun jaantaa thaa qayaamat ke naam ko
Momin Khan Momin
Sher
kin manzaro.n me.n mujh ko mahaknaa thaa 'aaftaab'
kis regzaar par huu.n mai.n aa kar khilaa hu.aa