SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHud-numaa"
Sher MATCHES FOR "KHud-numaa"
Sher
is vaaste muhaal hai ham dono.n me.n nibaah
tuu KHud-numaa hai mai.n bhii riyaa ke KHilaaf huu.n
Zubair Ahmad Saani
Sher
KHud-numaa.ii ke saliiqe abhii kam aate hai.n
aa.iinaa haath se rakh diijiye ham aate hai.n
Alam Fatehpuri
Sher
vo jitnii KHud-numaa.ii kar rahaa hai
KHud apnii jag-ha.nsaa.ii kar rahaa hai
Naeem Akhtar Khadimi
Sher
Siraj Aurangabadi
Sher
tujh se vaaqif hai ik jahaa.n 'nayyar'
kyaa zaruurat hai KHud-numaa.ii kii
Mustafa Husain Nayyar
Sher
Zaheer Dehlvi
Sher
Syed Wahidudeen Salim
Sher
KHuun miraa kar ke lagaanaa na hinaa mere ba.ad
dast ra.ngii.n na ho.n a.ngusht-numaa mere ba.ad
Goya Faqir Mohammad
Sher
Abroo Shah Mubarak
Sher
ab is ke baa'd mirii quvvat-e-numuu jaane
mai.n lauT aayaa huu.n miTTii me.n gaa.D kar KHud ko
Abhishek Shukla
Sher
diida-e-dost tirii chasm-numaa.ii kii qasam
mai.n to samjhaa thaa ki dar khul gayaa mai-KHaane kaa
Saqib Lakhnavi
Sher
bin KHuu.n se likkhe ko.ii hotaa hai naama ra.ngii.n
ham u.ngliyo.n ko apnii ik din qalam kare.nge
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
har ek ahd ne likkhaa hai apnaa naama-e-shauq
kisii ne KHuu.n se likhaa hai kisii ne aa.nsuu se
Khurshid Talab
Sher
mazaa le.nge ham dekh kar terii aa.nkhe.n
unhe.n KHuub tuu naama-bar dekh lenaa