SEARCH RESULTS
Showing search results for "aa.uu.n"
Sher MATCHES FOR "aa.uu.n"
Sher
Kaleem Aajiz
Sher
jo chup rahaa to vo samjhegaa bad-gumaan mujhe
buraa bhalaa hii sahii kuchh to bol aa.uu.n mai.n
Iftikhar Imam Siddiqi
Sher
phir aur taGaaful kaa sabab kyaa hai KHudaayaa
mai.n yaad na aa.uu.n unhe.n mumkin hii nahii.n hai
Hasrat Mohani
Sher
bhuul jaane kaa mujhe mashvara dene vaale
yaad KHud ko bhii na mai.n aa.uu.n kuchh aisaa kar de
Nusrat Gwaliari
Sher
ye merii tamannaa hai pyaaso.n ke mai.n kaam aa.uu.n
yaarab mirii miTTii ko paimaana banaa denaa
Raaz Allahabadi
Sher
rone pe agar aa.uu.n to dariyaa ko Dubo duu.n
qatra ko.ii samjhe na mire diida-e-nam ko
Lala Madhav Ram Jauhar
Sher
apne me'yaar se niiche mai.n bhalaa kyo.n aa.uu.n
tum jise zo'm samajhte ho vo KHuddaarii hai
Syed Azhar Sajjad
Sher
Mirza Ghalib
Sher
Mohammad Alvi
Sher
mai.n be-KHayaal kabhii dhuup me.n nikal aa.uu.n
to kuchh sahaab mire saath saath chalte hai.n
Farhat Abbas Shah
Sher
Habeeb Moosavi
Sher
mai.n ek roz use Dhuu.nD kar to le aa.uu.n
vo apnii zaat se baahar kahii.n mile to sahii
Seema Ghazal
Sher
kabhii sochuu.n ki KHud mai.n lauT aa.uu.n
kabhii sochuu.n ki aisaa kyuu.n karuu.n mai.n
Ain Irfan
Sher
Taban Abdul Hai
Sher
husn baazaar kii ziinat hai magar hai to sahii
ghar se niklaa huu.n to us chauk se bhii ho aa.uu.n
Shahzad Ahmad
Sher
un ke dekhe se jo aa jaatii hai mu.nh par raunaq
vo samajhte hai.n ki biimaar kaa haal achchhaa hai