SEARCH RESULTS
Showing search results for "aab-e-haivaa.n"
Sher MATCHES FOR "aab-e-haivaa.n"
Sher
Aziz Tamannai
Sher
Asad Ali Khan Qalaq
Sher
vahshat-e-dil ke KHariidaar bhii naapaid hu.e
kaun ab ishq ke baazaar me.n kholegaa dukaa.n
Ibn e Insha
Sher
vo mel-jol husn o basiirat me.n ab kahaa.n
jo silsila thaa phuul kaa patthar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
Sher
tuu KHvaab hii me.n sahii aa ke KHud javaab to de
bujhii bujhii sii mirii aarzuu ko aab to de
A. D. Azhar
Sher
thaa jis pe naaz kabhii ab vo aarzuu na rahii
niyaaz-e-'ishq kii pahlii sii aabruu na rahii
A. D. Azhar
Sher
mar chukaa mai.n to nahii.n is se mujhe kuchh haasil
barse gir paanii kii jaa aab-e-baqaa mere ba.ad
Parveen Umm-e-Mushtaq
Sher
kuchh to kamii ho roz-e-jazaa ke azaab me.n
ab se piyaa kare.nge milaa kar gulaab me.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Sher
Parveen Umm-e-Mushtaq
Sher
aab-e-hairaa.n par kisii kaa aks jaise jam gayaa
aa.nkh me.n bas ek lamhe ke liye Thahraa KHayaal
Sameena Raja
Sher
ek sarmastii o hairat hai saraapaa taariik
ek sarmastii o hairat hai tamaam aagaahii
Allama Iqbal
Sher
dil me.n aa raah-e-chashm-e-hairaa.n sii.n
khul rahe hai.n mirii palak ke paaT
Siraj Aurangabadi
Sher
jo shab ko KHvaab me.n aayaa vo chashma-e-haivaa.n
bahaa.e chashm ne ro ro ke KHvaab me.n dariyaa
Don Desilva Fitrat
Sher
tumhaarii zulf na girdaab-e-naaf tak pahu.nchii
hu.ii na chashma-e-haivaa.n se faiz-yaab ghaTaa
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Sher
Jaleel Manikpuri
Sher
kisii kii mahram-e-aab-e-ravaa.n kii yaad aa.ii
habaab ke jo baraabar kabhii habaab aayaa
Haidar Ali Aatish
Sher
aaj lab-e-guhar-fishaa.n aap ne vaa nahii.n kiyaa
tazkira-e-KHajista-e-aab-o-havaa nahii.n kiyaa
Jaun Eliya
Sher
aa.iine me.n aur aab-e-ravaa.n me.n thaa tiraa aks
shaayad ki miraa diida-e-tar terii taraf thaa