SEARCH RESULTS
Showing search results for "aalam-aaraa"
Sher MATCHES FOR "aalam-aaraa"
Sher
kisii pahluu nahii.n aaraam aataa tere aashiq ko
dil-e-muztar ta.Daptaa hai nihaayat be-qaraarii hai
Bhartendu Harishchandra
Sher
dekhuu.n vo kartii hai ab ke alam-aaraa.ii ki mai.n
haartaa kaun hai is ja.ng me.n tanhaa.ii ki mai.n
Hasan Aziz
Sher
aa gayaa kaun ye aaj us ke muqaabil 'aslam'
aa.iina TuuT gayaa aks kii taabaanii se
Aslam Mahmood
Sher
Erum Zehra
Sher
Erum Zehra
Sher
agar duniyaa tujhe diivaana kahtii hai to kahne de
vafaadaaraan-e-ulfat par yahii ilzaam aataa hai
Matin Niazi
Sher
logo.n ko to karne ke bahut kaam hai.n 'aslam'
ham ko to mohabbat ke sivaa kuchh nahii.n aataa
Aslam Gurdaspuri
Sher
ham ne har KHvaab ko ta.abiir ataa kii 'aslam'
varna mumkin thaa ki har naqsh adhuuraa hotaa
Aslam Ansari
Sher
vo un kaa va.ada vo iifaa-e-ahd kaa aalam
ki yaad bhii nahii.n aataa hai bhuultaa bhii nahii.n
Alam Muzaffar Nagari
Sher
Imam Bakhsh Nasikh
Sher
dekh aa.iina jo kahtaa hai ki allaah-re mai.n
us kaa mai.n dekhne vaalaa huu.n 'baqaa' vaah-re mai.n
Baqaullah 'Baqa'
Sher
aaraam kise detii hai ayyaam kii gardish
siidhaa ko.ii halchal me.n kha.Daa ho nahii.n saktaa
Ibrat Gorakhpuri
Sher
is aalam-e-viiraa.n me.n kyaa anjuman-aaraa.ii
do roz kii mahfil hai ik umr kii tanhaa.ii
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Sher
Ateeb Quadri
Sher
mai.n auro.n ko kyaa parkhuu.n aa.ina-e-aalam me.n
muhtaaj-e-shanaasaa.ii jab apnaa hii chehraa hai