SEARCH RESULTS
Showing search results for "aamad-aamad"
Sher MATCHES FOR "aamad-aamad"
Sher
aamad aamad hai KHizaa.n kii jaane vaalii hai bahaar
rote hai.n gulzaar ke dar baaGbaa.n khole hu.e
Taashshuq Lakhnavi
Sher
aamad aamad hai tire shahr me.n kis vahshii kii
band rahne kii jo taakiid hai baazaaro.n ko
Agha Hajju Sharaf
Sher
Agha Hajju Sharaf
Sher
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Sher
ta.Dap ta.Dap ke tamannaa me.n karvaTe.n badlii.n
na paayaa dil ne hamaare qaraar saarii raat
Imdad Imam Asar
Sher
kaisaa aanaa kaisaa jaanaa mere ghar kyaa aa.oge
Gairo.n ke ghar jaane se tum fursat kis din paate ho
Imdad Imam Asar
Sher
Imdad Imam Asar
Sher
ham za.iifo.n ko kahaa.n aamad o shud kii taaqat
aa.nkh kii band hu.aa kuucha-e-jaanaa.n paidaa