SEARCH RESULTS
Showing search results for "aayat e mushafi deewan e mushafi mushafi ghulam hamdani ebooks"
Sher MATCHES FOR "aayat e mushafi deewan e mushafi mushafi ghulam hamdani ebooks"
Sher
Gazal ai 'mus.hafii' ye 'miir' kii hai
tumhaarii miirzaa.ii ho chukii bas
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
ai 'mus.hafii' tuu in se mohabbat na kiijiyo
zaalim Gazab hii hotii hai.n ye dillii vaaliyaa.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
mai.n jin ko baat karnaa ai 'mus.hafii' sikhaayaa
har baat me.n vo merii ab baat kaaTte hai.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
ai 'mus.hafii' sad-shukr hu.aa vasl mayassar
iftaar kiyaa roze me.n us lab ke rotab se
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
ai 'mus.hafii' tuu aur kahaa.n sher kaa da.avaa
phabtaa hai ye andaaz-e-suKHan 'miir' ke mu.nh par
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
ai 'mus.hafii' turbat kaa mirii naam na lenaa
gar puuchhe to kahiyo ki hai dargaah kisii kii
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
ai 'mus.hafii' gaave ye Gazal merii jo raa.njhaa
maanind-e-parii u.Dne lage hiir havaa par
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
dhoyaa gayaa tamaam hamaaraa Gubaar-e-dil
girye ne dil se KHuub nikaalaa buKHaar-e-dil
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
tarraar zulf-e-yaar agar charKH par cha.Dhe
sonaa utaar le varaq-e-aaftaab se
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
aasaa.n nahii.n dariyaa-e-mohabbat se guzarnaa
yaa.n nuuh kii kashtii ko bhii tuufaan kaa Dar hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
eid tuu aa ke mire jii ko jalaave afsos
jis ke aane kii KHushii ho vo na aave afsos