SEARCH RESULTS
Showing search results for "aazam"
Sher MATCHES FOR "aazam"
Sher
jo log guzarte hai.n musalsal rah-e-dil se
din eid kaa un ko ho mubaarak tah-e-dil se
Obaid Azam Azmi
Sher
aasmaano.n me.n u.Daa karte hai.n phuule phuule
halke logo.n ke ba.De kaam havaa kartii hai
Mohammad Aazam
Sher
Dr. Azam
Sher
raaho.n me.n jaan ghar me.n charaaGo.n se shaan hai
diipaavlii se aaj zamiin aasmaan hai
Obaid Azam Azmi
Sher
is tarah phuu.nk meraa gulistaan-e-aarzuu
phir ko.ii tere baa'd ise viiraa.n na kar sake
Azam Chishti
Sher
Imam Azam
Sher
terii KHushbuu se mo.attar hai zamaana saaraa
kaise mumkin hai vo KHushbuu bhii gulaabo.n me.n mile
Imam Azam
Sher
apne jalne kaa hamesha se tamaashaa.ii huu.n
aag ye kis ne lagaa.ii mujhe ma.aluum nahii.n
Mohammad Aazam
Sher
aasthaa kaa rang aa jaa.e agar maahaul me.n
ek raakhii zindagii kaa ruKH badal saktii hai aaj
Imam Azam
Sher
Mohammad Aazam
Sher
saaraa aalam hama-tan-gosh hu.aa jaataa hai
saaz-e-hastii hai ki KHaamosh hu.aa jaataa hai
Syed Azam Husain Azam
Sher
dekhtaa huu.n tuu nahii.n rahm ke qaabil ko.ii
sochtaa huu.n to hazaaro.n taras aataa hai
Obaid Azam Azmi
Sher
aa.nkho.n me.n us kii mai.n ne aaKHir malaal dekhaa
kin kin bulandiyo.n par apnaa zavaal dekhaa
Mohammad Aazam
Sher
hai dil me.n karuu.n zikr-e-KHudaa but ko biThaa kar
sajda ho kisii kaa to ibaadat ho kisii kii
Azam Kurevi
Sher
kisii kii baat ko.ii bad-gumaa.n na samjhegaa
zamii.n kaa dard kabhii aasmaa.n na samjhegaa
Imam Azam
Sher
vo kuudte uchhalte rangiin pairahan the
ma.asuum qahqaho.n me.n u.Dtaa gulaal dekhaa