SEARCH RESULTS
Showing search results for "aazmaa.ish"
Sher MATCHES FOR "aazmaa.ish"
Sher
Kaami Shah
Sher
shabaab-e-husn hai barq-o-sharar kii manzil hai
ye aazmaa.ish-e-qalb-o-nazar kii manzil hai
Ghulam Rabbani Taban
Sher
kis shaan kis vaqaar se kis baa.nkpan se ham
guzre hai.n aazmaa.ish-e-daar-o-rasan se ham
Wahid Premi
Sher
Asar Lakhnavi
Sher
Obaidullah Aleem
Sher
kaisii hai.n aazmaa.ishe.n kaisaa ye imtihaan hai
mere junuu.n ke vaaste hijr kii ek raat bas
Afeef Siraj
Sher
dil ek aur hazaar aazmaa.ishe.n Gam kii
diyaa jalaa to thaa lekin havaa kii zad par thaa
Mushfiq Khwaja
Sher
jaante hai.n ham mohabbat-aazmaa.ii ho chukii
aa.o lag jaa.o gale bas ab la.Daa.ii ho chukii
Unknown
Sher
masruuf hai aaraa.ish-e-gulshan me.n kuchh aisii
Tikte hii nahii.n paa.nv kahii.n baad-e-sabaa ke
Jaleel Manikpuri
Sher
Saima Esma
Sher
libaas me.n hai vo tarz-e-tapaak-e-aaraa.ish
jo a.ng chaahe chhupaanaa jhalak jhalak jaa.e