SEARCH RESULTS
Showing search results for "abaa-sahaabii"
Sher MATCHES FOR "abaa-sahaabii"
Sher
haalaat badal sakte hai.n 'mannaan' kisii vaqt
ban jaa.e.nge ab saahab-e-dastaar tamaasha
Mannan Qdeer Mannan
Sher
na intizaar karo in kaa ai azaa-daaro
shahiid jaate hai.n jannat ko ghar nahii.n aate
Sabir Zafar
Sher
mai.n be-KHayaal kabhii dhuup me.n nikal aa.uu.n
to kuchh sahaab mire saath saath chalte hai.n
Farhat Abbas Shah
Sher
Ajay Sahaab
Sher
Anjum Khaleeq
Sher
aa.iina dil kaa to.D ke kahtaa hai sa.ng-zan
dil teraa to.D kar mujhe achchhaa nahii.n lagaa
Laeeq Akbar Sahaab
Sher
shab magar rah ga.ii tho.Dii jo nazar aataa hai
har sitaare me.n charaaG-e-saharii kaa aalam
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
Sabir Waseem
Sher
ab bahut dasht-navardii hu.ii 'aasif' saahab
ab badan maut kii aavaaz pe haa.n chaahtaa hai
Asif Bilal
Sher
rone talak to kis ko hai fursat yahaa.n sahaab
tuufaa.n hu.aa bhii jo Tuk ik aab-diida huu.n
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
hai vajuud us kaa jo kaaGaz pe kare saabit ye
ba.az auqaat hai kaaGaz ba.Daa auqaat se ab
Navin Joshi
Sher
Meer Hasan
Sher
guzartii hai maze se vaa.izo.n kii zindagii ab to
sahaaraa ho gayaa hai diin duniyaa-daar logo.n kaa