SEARCH RESULTS
Showing search results for "abbu-jaan"
Sher MATCHES FOR "abbu-jaan"
Sher
hairaan hai.n ab jaa.e.n kahaa.n Dhuu.nDne tum ko
aa.iina-e-idraak me.n bhii tum nahii.n rahte
Siraj Lakhnavi
Sher
kuu-e-jaanaa.n me.n gar ab jaa.e.n bhii to kyaa dekhe.n
ko.ii rauzan na rahaa ban ga.ii diivaar na.ii
Nizam Rampuri
Sher
Abu Mohammad Sahar
Sher
Abu Mohammad Sahar
Sher
tadbiir mere ishq kii kyaa faa.eda tabiib
ab jaan hii ke saath ye aazaar jaa.egaa
Meer Taqi Meer
Sher
Dar ham ko bhii lagtaa hai raste ke sannaaTe se
lekin ek safar par ai dil ab jaanaa to hogaa
Javed Akhtar
Sher
ab tak KHabar na thii ki mohabbat gunaah hai
ab jaan kar gunaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Unknown
Sher
ab KHaak u.D rahii hai yahaa.n intizaar kii
ai dil ye baam-o-dar kisii jaan-e-jahaa.n ke the
Jaun Eliya
Sher
kabhii sayyaad kaa khaTkaa hai kabhii KHauf-e-KHizaa.n
bulbul ab jaan hathelii pe liye baiThii hai
Mah Laqa Chanda
Sher
ab ki jab jaanaana tum ko hai sabhii par e'tibaar
ab tumhe.n jaanaana mujh par e'tibaar aayaa to kyaa
Jaun Eliya
Sher
Jaun Eliya
Sher
mirii sharaab kaa shohra hai ab zamaane me.n
so ye karam hai to kis kaa hai ab bhii aa jaa.o
Jaun Eliya
Sher
mere tevar bujh ga.e merii nigaahe.n jal ga.ii
ab ko.ii aa.iina-ruu aa.iina-daar aayaa to kyaa
Jaun Eliya
Sher
Jaun Eliya
Sher
saa.nvle tan pe Gazab dhaj hai basantii shaal kii
jii me.n hai kah baiThiye ab jai kanhayyaa laal kii