SEARCH RESULTS
Showing search results for "adaakaarii"
Sher MATCHES FOR "adaakaarii"
Sher
Afzal Khan
Sher
Muzaffar Hanfi
Sher
mai.n badalte hu.e haalaat me.n Dhal jaataa huu.n
dekhne vaale adaakaar samajhte hai.n mujhe
Shahid Zaki
Sher
baarish ke baa'd raat sa.Dak aa.ina sii thii
ik paa.nv paaniyo.n pe pa.Daa chaa.nd hil gayaa
Khvaja hasan askari
Sher
Anwar Masood
Sher
ab to har ek adaakaar se Dar lagtaa hai
mujh ko dushman se nahii.n yaar se Dar lagtaa hai
Afzal Allahabadi
Sher
ek kirdaar nayaa roz jiyaa kartaa huu.n
mujh ko shaa.er na kaho ek adaakaar huu.n mai.n
Tripurari
Sher
jaise mai.n dosto.n se ha.ns ke gale miltaa huu.n
ko.ii ma.amuulii adaakaar nahii.n kar saktaa
Syed Zamin Abbas Kazmi
Sher
nii.nd aatii hii nahii.n thii aagahii ke dard se
maut ne aaGosh me.n le kar sulaayaa hai mujhe
Dr. Jafar Askari
Sher
dil vaalo.n se sunte the kabhii qissa-e-duniyaa
ab dil kii kahaanii bhii sunaate hai.n adaakaar
Shahnawaz Farooqi
Sher
sunte hai.n ek 'faiz' Gariib-ud-dayaar thaa
haq maGfirat kare ki qazaa ho gayaa vo shaKHs
Faiz Tabassum Tonsvi
Sher
ik maa.n ke dam se ziist me.n raunaq thii barqaraar
ab vo nahii.n to raunaq-e-bazm-e-jahaa.n nahii.n
Dr. Jafar Askari
Sher
miT jaa.egii vatan se jahaalat kii tiirgii
vo dekh inqalaab kaa suuraj qariib hai
Dr. Jafar Askari
Sher
barsaat mufliso.n kii sadaa se raqiib hai
kachche makaan girne kaa mausam 'ajiib hai
Dr. Jafar Askari
Sher
maz.hab se us ke dil me.n na paidaa hu.aa gudaaz
ye aadmii to aur bhii saffaak ho gayaa