SEARCH RESULTS
Showing search results for "advance"
Sher MATCHES FOR "advance"
Sher
talaash ek bahaana thaa KHaak u.Daane kaa
pata chalaa ki hame.n justujuu-e-yaar na thii
Zeb Ghauri
Sher
tundii-e-baad-e-muKHaalif se na ghabraa ai uqaab
ye to chaltii hai tujhe uu.nchaa u.Daane ke liye
Syed sadiq husain
Sher
kamii na kii tire vahshii ne KHaak u.Daane me.n
junuu.n kaa naam uchhaltaa rahaa zamaane me.n
Firaq Gorakhpuri
Sher
na hogaa raa.egaa.n KHuun-e-shahiidaan-e-vatan hargiz
yahii surKHii banegii ek din unvaan-e-aazaadii
Nazish Partap Gadhi
Sher
harii sunahrii KHaak u.Daane vaalaa mai.n
shafaq shajar tasviir banaane vaalaa mai.n
Rajinder Manchanda Bani
Sher
manzil pe jaa ke KHaak u.Daane se faa.eda
jin kii talaash thii mujhe raste me.n mil ga.e
Shahzad Ahmad
Sher
Kumar Pashi
Sher
taKHliiq a.ndhero.n se kiye ham ne ujaale
har shab ko ik aivaan-e-sahar ham ne banaayaa
Saghar Nizami
Sher
mire dahan me.n agar aap kii zabaa.n hotii
to phir kuchh aur hii unvaan-e-daastaa.n hotaa
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Sher
dil-lagii ke vaaste dehlii me.n hai maTiyaa-mahal
kaun jaave KHaak u.Daane mulk-e-biikaaner ko
Kishan lal Talib dehlvi
Sher
dil kii buniyaad pe ta.amiir kar aivaan-e-hayaat
qasr-e-shaahii to zaraa der me.n Dah jaate hai.n
Figar Unnavi
Sher
taariiKH-e-kaa.enaat-e-ibaadat junuu.n se hai
unvaan-e-aql-o-hosh hai diivaangii kii baat
Payam Fatehpuri
Sher
pata.ng u.Daane se kyaa man.a kar sake zaahid
ki us kii apnii abaa me.n pata.ng u.Dtii hai