SEARCH RESULTS
Showing search results for "af.ii"
Sher MATCHES FOR "af.ii"
Sher
ujaale apnii yaado.n ke hamaare saath rahne do
na jaane kis galii me.n zindagii kii shaam ho jaa.e
Bashir Badr
Sher
KHud rahm kiijiye dil-e-ummiid-vaar par
aaphii nikaaliye ko.ii suurat nibaah kii
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Sher
vo tel Daal ke aayaa hai aaj baalo.n me.n
jalegaa rauGan-e-af.ii se anjuman me.n charaaG
Imdad Ali Bahr
Sher
kyuu.n na af.ii chale har ek jagah mak.Daa kar
na pa.Daa us ko tirii zulf-e-siyah-faam se kaam
Mohammad Rafi Sauda
Sher
tarfa aalam hai hamaaraa bhii ki har dam us se
aaphii ham mante hai.n aur aaphii KHafaa hote hai.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
Meer Hasan
Sher
dil to dil afa.i-e-gesuu vo balaa hai kaafir
is kaa kaaTaa ko.ii af.ii bhii na paanii maa.nge
Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz
Sher
apnii anaa kii aaj bhii taskiin ham ne kii
jii bhar ke us ke husn kii tauhiin ham ne kii
Iqbal Sajid
Sher
Qateel Shifai
Sher
gilaa bhii tujh se bahut hai magar mohabbat bhii
vo baat apnii jagah hai ye baat apnii jagah
Basir Sultan Kazmi
Sher
Allama Iqbal
Sher
kaun rotaa hai kisii aur kii KHaatir ai dost
sab ko apnii hii kisii baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Sher
Aasi uldani
Sher
aagaah apnii maut se ko.ii bashar nahii.n
saamaan sau baras kaa hai pal kii KHabar nahii.n