SEARCH RESULTS
Showing search results for "ajmal-kamal"
Sher MATCHES FOR "ajmal-kamal"
Sher
hai KHayaal-e-husn me.n husn-e-amal kaa saa KHayaal
KHuld kaa ik dar hai merii gor ke andar khulaa
Mirza Ghalib
Sher
havaa se kah do ki yuu.n KHud ko aazmaa ke dikhaa.e
bahut charaaG bujhaatii hai ik jalaa ke dikhaa.e
Kamal Hatvi
Sher
shahr me.n jurm-o-havaadis is qadar hai.n aaj-kal
ab to ghar me.n baiTh kar bhii log ghabraane lage
Chandrabhan Khayal
Sher
vo sar hii kyaa ki jis me.n tumhaaraa na ho KHayaal
vo dil hii kyaa ki jis me.n tumhaaraa guzar na ho
Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida
Sher
mire hii hisse me.n azmat saliib-o-daar kii thii
mujhe hii ahd kaa apne rasuul honaa thaa
Imtiyaz Ahmad Qamar
Sher
mai.n bistar-e-KHayaal pe leTaa huu.n us ke paas
sub.h-e-azal se ko.ii taqaazaa kiye baGair
Jaun Eliya
Sher
tire kuuche se judaa rote hai.n shab ko aashiq
aaj-kal baarish-e-shabnam hai chaman se baahar
Muneer Shikohabadi
Sher
kamaal-e-husn hai husn-e-kamaal se baahar
azal kaa rang hai jaise misaal se baahar