SEARCH RESULTS
Showing search results for "alam ghazi status"
Sher MATCHES FOR "alam ghazi status"
Sher
namii utar ga.ii dhartii me.n tah-ba-tah 'aslam'
bahaar-e-ashk na.ii rut kii ibtidaa me.n hai
Aslam Emadi
Sher
mujh ko nahii.n qubuul do-aalam kii vus.ate.n
qismat me.n kuu-e-yaar kii do-gaz zamii.n rahe
Jigar Moradabadi
Sher
allah-re iltifaat-o-nadaamat kii saazishe.n
nazre.n milii.n talaafii-e-maafaat ho ga.ii
Raaz Muradabadi
Sher
allaah-re us gul kii kalaa.ii kii nazaakat
bal khaa ga.ii jab bojh pa.Daa ra.ng-e-hinaa kaa
Ameer Minai
Sher
Shah Naseer
Sher
jaate hii un ke ziist kii suurat badal ga.ii
allaah itnii der me.n qismat badal ga.ii
Anisa Haroon Sharwaniya
Sher
tumhaare shahr me.n kyuu.n aaj huu kaa aalam hai
sabaa idhar se guzar kar udhar ga.ii ki nahii.n
Razi Raziuddin
Sher
ho gayaa ma.amuur aalam jab kiyaa darbaar-e-aam
taKHliya chaahaa to duniyaa saaf KHaalii ho ga.ii
Muneer Shikohabadi
Sher
raat to saarii ga.ii sunte pareshaa.n-go.ii
'miir'-jii ko.ii gha.Dii tum bhii to aaraam karo
Meer Taqi Meer
Sher
allaah-re naazukii ye chamelii kaa ek phuul
sar par jo rakh diyaa to kamar tak lachak ga.ii
Unknown
Sher
aur kyaa chaahtii hai gardish-e-ayyaam ki ham
apnaa ghar bhuul ga.e un kii galii bhuul ga.e
Jaun Eliya
Sher
Mirza Rafeeq Shakir
Sher
jiitne maarka-e-dil vo lagaataar gayaa
jis gha.Dii fat.h kaa ailaan hu.aa haar gayaa
Abdul Ahad Saaz
Sher
aashiq kii be-kasii kaa to aalam na puuchhiye
majnuu.n pe kyaa guzar ga.ii sahraa gavaah hai
Hafeez Jaunpuri
Sher
Nushur Wahidi
Sher
gard aa.ino.n kii chaaro.n taraf hai jamii hu.ii
'aalam 'ajiib shiisha-garii kii dukaan hai