SEARCH RESULTS
Showing search results for "amal-e-hub"
Sher MATCHES FOR "amal-e-hub"
Sher
Mirza Asman Jah Anjum
Sher
ham za.iifo.n ko kahaa.n aamad o shud kii taaqat
aa.nkh kii band hu.aa kuucha-e-jaanaa.n paidaa
Imam Bakhsh Nasikh
Sher
Taban Abdul Hai
Sher
Shah Naseer
Sher
mai.n ne ai dil tujhe siine se lagaayaa hu.aa hai
aur tuu hai ki mirii jaan ko aayaa hu.aa hai
Ajmal Siraj
Sher
'ajmal'-siraaj ham use bhuul hu.e to hai.n
kyaa jaane kyaa kare.nge agar yaad aa gayaa
Ajmal Siraj
Sher
rakkhii hu.ii hai dono.n kii buniyaad ret par
sahraa-e-be-karaa.n ko samundar likhe.nge ham
Ameer Imam
Sher
vaqt-e-safar qariib hai bistar sameT luu.n
bikhraa hu.aa hayaat kaa daftar sameT luu.n
Ajmal Ajmali
Sher
mai.n ek sham-e-sar-e-rah-guzaar huu.n 'ajmal'
na jaane kis liye mujh ko bujhaanaa chaahtaa hai
Naseem Ajmal
Sher
'amiir' imaam bataa.o ye maajraa kyaa hai
tumhaare sher usii baa.nkpan me.n lauT aa.e
Ameer Imam
Sher
kuchh is liye bhii mai.n saada dikhaa.ii pa.Dtaa huu.n
mire mizaaj me.n rang-e-mu’aashra nahii.n hai
Amaan Haidar
Sher
Ajmal Siddiqui
Sher
Imam Bakhsh Nasikh
Sher
ai sabaa chaltii hai kyuu.n is darja itraa.ii hu.ii
u.D ga.ii kaafuur ban ban kar hayaa aa.ii hu.ii
Parveen Umm-e-Mushtaq
Sher
pau phaTte hii 'riyaaz' jahaa.n KHuld ban gayaa
Gilmaan-e-mahr saath liye aa.ii huur-e-sub.h