SEARCH RESULTS
Showing search results for "ayyuub"
Sher MATCHES FOR "ayyuub"
Sher
sachchii KHushii kii aas na TuuTe du.aa karo
jhuuTii tasalliyo.n se bahalte rahaa karo
Ayub Fahmi
Sher
kahaa.n se laa.uu.n sabr-e-hazrat-e-ayyuub ai saaqii
KHum aa.egaa suraahii aa.egii tab jaam aa.egaa
Shad Azimabadi
Sher
rakhte hai.n jo allaah kii qudarat pe bharosa
duniyaa me.n kisii kii vo KHushaamad nahii.n karte
Muhammad Ayyub Zauqi
Sher
Dhaa.npaa kafan ne daaG-e-uyuub-e-barahnagii
mai.n varna har libaas me.n na.ng-e-vajuud thaa
Mirza Ghalib
Sher
Aisha Ayub
Sher
raaste me.n mil ga.e to puuchh lete hai.n mizaaj
is se ba.Dh kar aur kyaa un kii inaayat chaahiye
Muhammad Ayyub Zauqi
Sher
kuchh umr apnii zaat kaa dukh jhelte rahe
kuchh umr kaa.enaat kaa dukh jhelnaa pa.Daa
Aisha Ayub
Sher
hadiis-e-dil ba-zabaan-e-nazar bhii kah na sakaa
huzuur-e-husn ba.Dhii aur bebasii merii
Muhammad Ayyub Zauqi
Sher
kahaa ye mai.n ne bhalaa kab ki mat sazaa diije
magar qusuur to mujh ko miraa bataa diije
Ayub Sabir
Sher
yahii sabab hai ki aksar udaas rahte hai.n
jo ham se duur hai.n vo aas paas rahte hai.n
Aisha Ayub
Sher
us se ko.ii gila bhii kare.n ham to kyaa kare.n
vaa'da ko.ii kiyaa hii nahii.n us ne aaj tak
Aisha Ayub
Sher
Muhammad Ayyub Zauqi
Sher
par sameTe KHud hii baiThaa hai parinda ik taraf
jo qafas me.n hii nahii.n us ko rihaa kaise karuu.n
Aisha Ayub
Sher
Aisha Ayub
Sher
un kii nigaah-e-lutf kii taasiir kyaa kahuu.n
zarre ko aaftaab banaa kar chale ga.e