SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba-dosh"
Sher MATCHES FOR "ba-dosh"
Sher
siina figaar chaak-garebaa.n kafan-ba-dosh
aa.e hai.n terii bazm me.n is baa.nkpan se ham
Sohail Azeemabadi
Sher
Iftikhar Arif
Sher
KHaana-ba-dosh ho mujhe hijr-o-visaal ek
aise bhii KHush nahii.n huu.n mai.n vaise bhii KHush nahii.n
Aisha Ayub
Sher
Pallav Mishra
Sher
kabhii diivaar ko tarse kabhii dar ko tarse
ham hu.e KHaana-ba-dosh aise ki ghar ko tarse
Jawaz Jafri
Sher
lagaa.ii kis but-e-mai-nosh ne hai taak us par
subuu-ba-dosh hai saaqii jo aabla dil kaa
Shah Naseer
Sher
daam-bar-dosh phire.n chaahe vo gesuu bar-dosh
said ban ban ke hamii.n ne unhe.n sayyaad kiyaa
Siraj Lakhnavi
Sher
teG-bar-dosh sipar haath me.n daaman gardaa.n
ye banaa suurat-e-KHu.nKHaar kahaa.n jaanaa hai
Meer Mohammadi Bedar
Sher
Vahshi Kanpuri
Sher
Saghar Siddiqui
Sher
Ganesh Bihari Tarz
Sher
dost ban ban ke mile mujh ko miTaane vaale
mai.n ne dekhe hai.n ka.ii rang zamaane vaale
Saeed Rahi
Sher
dost ban kar bhii nahii.n saath nibhaane vaalaa
vahii andaaz hai zaalim kaa zamaane vaalaa
Ahmad Faraz
Sher
Shakeel Badayuni
Sher
baa-vafaa.ii kii adaa paane lagaa huu.n tujh me.n
ai jafaa-dost ye kyaa dekh rahaa huu.n tujh me.n
Shamim Jaipuri
Sher
allaah re husn-e-dost kii aa.iina-daariyaa.n
ahl-e-nazar ko naqsh-ba-diivaar kar diyaa
Josh Malihabadi
Sher
ko.ii to dosh se baar-e-safar utaaregaa
hazaaro.n raahzan ummiid-vaar raah me.n hai