SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba.ngla"
Sher MATCHES FOR "ba.ngla"
Sher
Hafeez Jalandhari
Sher
Jaun Eliya
Sher
bahlaa na dil na tiirgii-e-shaam-e-Gam ga.ii
ye jaantaa to aag lagaataa na ghar ko mai.n
Fani Badayuni
Sher
yahii tashviish shab-o-roz hai bangaale me.n
lucknow phir kabhii dikhlaa.e muqaddar meraa
Wajid Ali Shah Akhtar
Sher
ham ne us chehre ko baa.ndhaa nahii.n mahtaab-misaal
ham ne mahtaab ko us ruKH ke mumaasil baa.ndhaa
Iftikhar Mughal
Sher
Asrarul Haq Majaz
Sher
ye kah kah ke ham dil ko bahlaa rahe hai.n
vo ab chal chuke hai.n vo ab aa rahe hai.n
Jigar Moradabadi
Sher
vo to kahiye aap kii ulfat me.n dil bahlaa rahaa
varna duniyaa chaar din bhii rahne ke qaabil na thii
Manzar Lakhnavi
Sher
Mirza Ghalib
Sher
allaah-rii nazaakat-e-jaanaa.n ki sher me.n
mazmuu.n ba.ndhaa kamar kaa to dard-e-kamar hu.aa
Ameer Minai
Sher
bandhan saa ik ba.ndhaa thaa rag-o-pai se jism me.n
marne ke baa'd haath se motii bikhar ga.e
Bashiruddin Ahmad Dehlvi
Sher
KHabar detii hai yaad kartaa hai ko.ii
jo baa.ndhaa hai hichkii ne taar aate aate