SEARCH RESULTS
Showing search results for "baadaa-baad"
Sher MATCHES FOR "baadaa-baad"
Sher
allaah jaane kis pe aka.Dtaa thaa raat din
kuchh bhii nahii.n thaa phir bhii ba.Daa bad-zabaan thaa
Adil Mansuri
Sher
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Sher
Nida Fazli
Sher
sa.ng uThaanaa to ba.Dii baat hai ab shahr ke log
aa.nkh uThaa kar bhii nahii.n dekhte diivaane ko
Ahmad Mushtaq
Sher
iqraar-e-mohabbat to ba.Dii baat hai lekin
inkaar-e-mohabbat kii adaa aur hii kuchh hai
Akhtar Muslimi
Sher
aadmii ke liye ronaa hai ba.Dii baat 'shu.uur'
ha.ns to sakte hai.n sab insaan ha.nsii me.n kyaa hai
Anwar Shuoor
Sher
dam kaa aanaa to ba.Dii baat hai lab par 'aarif'
zo.af ne harf-e-shikaayat kabhii aane na diyaa
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Sher
Badr Muneer
Sher
Badr Muneer
Sher
Badr Muneer
Sher
lafz-e-ehsaas ko tasviir nahii.n kar sakte
'ishq duniyaa kii zabaano.n se ba.Daa hai shaayad
Noman Badr
Sher
muzhda-baad ai baada-KHvaaro daur-e-vaa.iz ho chukaa
madrase khode ga.e ta.amiir mai-KHaana hu.aa
Rind Lakhnavi
Sher
Bashir Badr
Sher
yahaa.n libaas kii qiimat hai aadmii kii nahii.n
mujhe gilaas ba.De de sharaab kam kar de
Bashir Badr
Sher
KHudaa kii itnii ba.Dii kaa.enaat me.n mai.n ne
bas ek shaKHs ko maa.ngaa mujhe vahii na milaa