SEARCH RESULTS
Showing search results for "badmast"
Sher MATCHES FOR "badmast"
Sher
aaj ho jaane do har ek ko bad-mast-o-KHaraab
aaj ek ek ko pilvaa.o ki kuchh raat kaTe
Makhdoom Mohiuddin
Sher
Qalaq Merathi
Sher
Shakeel Badayuni
Sher
be-samar pe.Do.n ko chuume.nge sabaa ke sabz lab
dekh lenaa ye KHizaa.n be-dast-o-paa rah jaa.egii
Amjad Islam Amjad
Sher
ka.ii jhamelo.n me.n uljhii sii bad-maza chaa.e
udaas mez pe daftar ke kaaGzaat kaa dukh
Saima Aftab
Sher
ye mai-kada hai yahaa.n hai.n gunaah jaam-ba-dast
vo madrasa hai vo masjid vahaa.n milegaa savaab
Ali Sardar Jafri
Sher
ye sharaab-e-ishq ai 'siimaab' hai piine kii chiiz
tund bhii hai bad-maza bhii hai magar iksiir hai
Seemab Akbarabadi
Sher
kis se karuu.n mai.n apnii tabaahii kaa ab gila
KHud hii kamaa.n-ba-dast huu.n KHud hii shikaar mai.n
Yaseen Zameer
Sher
qaasid ko us ne jaate hii ruKHsat kiyaa thaa lek
bad-zaat maa.ndgii ke bahaane se rah gayaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
us ke maqtal me.n miraa KHuun baTaa dast-ba-dast
KHuub-ruu jaise lagaate hai.n hinaa dast-ba-dast
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
kabhii na jaa.egaa aashiq se dekh-bhaal kaa rog
pilaa.o laakh use bad-maza davaa-e-firaaq