SEARCH RESULTS
Showing search results for "badriyaa"
Sher MATCHES FOR "badriyaa"
Sher
Irfan Siddiqi
Sher
Ibn e Insha
Sher
Siraj Aurangabadi
Sher
kisii ne haath ba.Dhaayaa hai dostii ke liye
phir ek baar KHudaa e'tibaar de mujh ko
Nazeer Baaqri
Sher
jo tire dar se uThaa phir vo kahii.n kaa na rahaa
us kii qismat me.n rahii dar-badrii kahte hai.n
Aale Ahmad Suroor
Sher
rafuu na kar ise ai baKHiya-gar KHudaa ke liye
ki chaak-e-dil se havaa KHush-gavaar aatii hai
Jaleel Manikpuri
Sher
Faiz Ahmad Faiz
Sher
hausla sab ne ba.Dhaayaa hai mire munsif kaa
tum bhii in.aam ko.ii merii sazaa par likh do
Farhan Salim
Sher
maane.n jo merii baat muriidaan-e-be-riyaa
de.n shaiKH ko kafan to Dubo kar sharaab me.n
Mirza Mayal Dehlvi
Sher
shahr me.n qaafiya-paimaa.ii bahut kii 'aatish'
ab iraada hai miraa baadiya-paimaa.ii kaa
Haidar Ali Aatish
Sher
ek muddat me.n ba.Dhaayaa tuu ne rabt
ab ghaTaanaa tho.Daa tho.Daa chaahiye
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Sher
naaseh yahaa.n ye fikr hai siina bhii chaak ho
hai fikr-e-baKHiya tujh ko garebaa.n ke chaak me.n
Mufti Sadruddin Aazurda
Sher
pachaas miil hai KHushkii se bahriya-town
bas ek ghanTe me.n achchhaa zamaana aataa hai
Idris Babar
Sher
badan me.n zaKHm nahii.n baddhiyaa.n hai.n phuulo.n kii
ham apne dil me.n isii ko bahaar jaante hai.n
Mardan Ali Khan Rana
Sher
Priyamvada Ilhan
Sher
qadam-qadam pe tire rokne kii koshish ne
qadam-qadam pe miraa hausla ba.Dhaayaa hai
Ameeta Parsuram Meeta
Sher
mai.n ne karnii hai sitaaro.n se ko.ii raaz kii baat
abhii kuchh aur mire qad ko ba.Dhaayaa jaa.e