SEARCH RESULTS
Showing search results for "badrul hasan badar"
Sher MATCHES FOR "badrul hasan badar"
Sher
Badrul Hasan Badar
Sher
is shahr ke baadal tirii zulfo.n kii tarah hai.n
ye aag lagaate hai.n bujhaane nahii.n aate
Bashir Badr
Sher
haath me.n chaa.nd jahaa.n aayaa muqaddar chamkaa
sab badal jaa.egaa qismat kaa likhaa jaam uThaa
Bashir Badr
Sher
pahchaan jin se thii vo havaale miTaa diye
us ne kitaab-e-zaat kaa safha badal diyaa
Fatima Hasan
Sher
dard kaa dil kaa shaam kaa bazm kaa mai kaa jaam kaa
ra.ng badal badal gayaa ek nazar ke saath saath
Idris Babar
Sher
qalam hai haath me.n kirdaar bhii mire bas me.n
agar mai.n chaahuu.n kahaanii badal bhii saktaa huu.n
Aziz Nabeel
Sher
yuu.n mohabbat kaa badal kuchh bhii nahii.n
sochtaa huu.n itnaa haq de duu.n tumhe.n
Mehshar Afridi
Sher
jald KHuu apnii badal varna ko.ii kar ke tilism
aa ke dil apnaa tire dil se badal jaa.uu.ngaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
bas ye hotaa hai ki sur-taal badal jaatii hai
raqs rokaa nahii.n jaataa hai bahaar aane par
Rauf Raza
Sher
yaa to andaaz hii duniyaa kaa badal de yaa-rab
yaa vo dil de ke ye andaaz gavaaraa ho jaa.e
Amn Lakhnavi
Sher
kisii bhii vaqt badal saktaa hai lamha ko.ii
is qadar KHush bhii na ho merii pareshaanii par
Jamal Ehsani
Sher
Irfan Siddiqi
Sher
Nisar Itavi
Sher
duniyaa badal rahii hai zamaane ke saath saath
ab roz roz dekhne vaalaa kahaa.n se laa.e.n
Iftikhar Arif
Sher
kisii tarah se nazar mutma.in nahii.n hotii
har ek shai ko dobaara badal ke dekhtaa huu.n