SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahaar-aaraa"
Sher MATCHES FOR "bahaar-aaraa"
Sher
Azra Naqvi
Sher
dil se baahar nikal aanaa mirii majbuurii hai
mai.n to is shor-e-qayaamat me.n nahii.n rah saktaa
Zafar Iqbal
Sher
agar chilman ke baahar vo but-e-kaafir-adaa nikle
zabaan-e-shaiKH se salle-alaa salle-alaa nikle
Ranjoor Azimabadi
Sher
aa.iina le ke dekh zaraa apne husn ko
aa.egii ye bahaar-e-gulistaa.n KHizaa.n me.n yaad
Shah Aasim
Sher
dekh use ra.ng-e-bahaar o sarv o gul aur juu.ebaar
ik u.Daa ik gir gayaa ik jal gayaa ik bah gayaa
Nazeer Akbarabadi
Sher
ye zaKHm-e-anaa kaafii hai ai yuusuf-e-dauraa.n
is chashm-e-zuleKHaa ko tuu Gamnaak na karnaa
Baharunnisa Bahar
Sher
jis kii adaa adaa pe ho insaaniyat ko naaz
mil jaa.e kaash aisaa bashar Dhuu.nDte hai.n ham
Ajiz Matvi
Sher
aa.iina hii ko kab ta.ii.n dikhlaa.oge jamaal
baahar kha.De hai.n kitne aur ummiid-vaar bhii
Meer Hasan
Sher
Sahir Ludhianvi
Sher
KHaamushii terii mirii jaan liye letii hai
apnii tasviir se baahar tujhe aanaa hogaa
Mohammad Ali Sahil
Sher
hu.aa yuu.n ki phir mujhe zindagii ne basar kiyaa
ko.ii din the jab mujhe har nazaara hasii.n milaa
Ada Jafarey
Sher
bujhe labo.n pe hai boso.n kii raakh bikhrii hu.ii
mai.n is bahaar me.n ye raakh bhii u.Daa duu.ngaa
Saqi Faruqi
Sher
Baqar Mehdi
Sher
parvardigaar use agar aanaa nahii.n kabhii
us kaa KHayaal kyo.n hame.n aataa hai baar baar