SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahlaa"
Sher MATCHES FOR "bahlaa"
Sher
bahlaa na dil na tiirgii-e-shaam-e-Gam ga.ii
ye jaantaa to aag lagaataa na ghar ko mai.n
Fani Badayuni
Sher
Asrarul Haq Majaz
Sher
ye kah kah ke ham dil ko bahlaa rahe hai.n
vo ab chal chuke hai.n vo ab aa rahe hai.n
Jigar Moradabadi
Sher
vo to kahiye aap kii ulfat me.n dil bahlaa rahaa
varna duniyaa chaar din bhii rahne ke qaabil na thii
Manzar Lakhnavi
Sher
zindagii ab tuu mujhe aur khilaune laa de
aaise KHvaabo.n se to mai.n dil nahii.n bahlaa saktaa
Faheem Shanas Kazmi
Sher
kyaa aap zamaane ko ye samjhaa nahii.n sakte
ab TuuTe khilaune hame.n bahlaa nahii.n sakte
Fatima Taj
Sher
shab-e-hijr yuu.n dil ko bahlaa rahe hai.n
ki din bhar kii biitii ko dohraa rahe hai.n
Manzar Lakhnavi
Sher
vaise to ik aa.nsuu hii bahaa kar mujhe le jaa.e
aise ko.ii tuufaan hilaa bhii nahii.n saktaa
Waseem Barelvi
Sher
patthar ke jigar vaalo Gam me.n vo ravaanii hai
KHud raah banaa legaa bahtaa hu.aa paanii hai
Bashir Badr
Sher
Mirza Ghalib
Sher
Muztar Khairabadi
Sher
Ibn۔e۔Insha
Sher
apnii mastii me.n bahtaa dariyaa huu.n
mai.n kinaara bhii huu.n bha.nvar bhii huu.n
Tahzeeb Hafi
Sher
zamaana husn nazaakat balaa jafaa shoKHii
simaT ke aa ga.e sab aap kii adaa.o.n me.n