SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahlegaa"
Sher MATCHES FOR "bahlegaa"
Sher
asar hove na hove par balaa se jii to bahlegaa
nikaalaa shaGl tanhaa.ii me.n mai.n naa-chaar rone kaa
Meer Hasan
Sher
mai.n sach kahuu.ngii magar phir bhii haar jaa.uu.ngii
vo jhuuT bolegaa aur laa-javaab kar degaa
Parveen Shakir
Sher
phir se KHudaa banaa.egaa ko.ii nayaa jahaa.n
duniyaa ko yuu.n miTaa.egii ikkiisvii.n sadii
Bashir Badr
Sher
Majrooh Sultanpuri
Sher
zaKHm jo tum ne diyaa vo is liye rakkhaa haraa
zindagii me.n kyaa bachegaa zaKHm bhar jaane ke ba.ad
Azm Shakri
Sher
Ibn۔e۔Insha
Sher
Rana Amir Liyaqat
Sher
Anjum Barabankvi
Sher
bastii me.n Gariibo.n kii jahaa.n aag lagii thii
sunte hai.n vahaa.n ek nayaa shahr basegaa
Kaifi Wijdani
Sher
mohabbat aur 'maa.il' jald-baazii kyaa qayaamat hai
sukuun-e-dil banegaa iztiraab aahista aahista
Mael Lakhnavi
Sher
kyaa ba.Dhegaa vo tasavvur kii hado.n se aage
sub.h ko dekh ke yaad aa.e jise shaam kii baat
Shaukat Pardesi
Sher
vo ek haath ba.Dhaa.egaa tujh ko paa legaa
so dekh sabr kaa elaan bhii ziyaada nahii.n
Vipul Kumar
Sher
jab kisii raat kabhii baiTh ke mai-KHaane me.n
KHud ko baa.nTegaa to degaa miraa hissa mujh ko