SEARCH RESULTS
Showing search results for "bakra"
Sher MATCHES FOR "bakra"
Sher
yuu.n sajaa rakkhaa thaa qurbaanii kaa bakraa shoKH ne
dil hamaaraa dekhte hii dekhte bakrii hu.aa
Zafar Iqbal
Sher
Zafar Iqbal
Sher
Majid-ul-Baqri
Sher
taalaa lagaa ke baa.ndh rakhaa thaa raqiib ne
bakraa kha.Daa hai chor magar khaal le ga.e
Zafar Iqbal
Sher
ik dost mujh se kahne lagaa kuchh to sharm kar
bakre ke saath us ne utaarii hai.n selfiyaa.n
Badr Muneer
Sher
baat karnaa hai karo saamne itraa.o nahii.n
jo nahii.n jaante us baat ko samjhaa.o nahii.n
Majid-ul-Baqri
Sher
qariib dekh ke us ko ye baat kis se kahuu.n
KHayaal dil me.n jo aayaa gunaah jaisaa thaa
Majid-ul-Baqri
Sher
Majid-ul-Baqri
Sher
mujhii se puuchh rahaa thaa miraa pataa ko.ii
buto.n ke shahr me.n maujuud thaa KHudaa ko.ii
Majid-ul-Baqri
Sher
Majid-ul-Baqri
Sher
Majid-ul-Baqri
Sher
kha.Daa huu.n aaj bhii roTii ke chaar harf liye
savaal ye hai kitaabo.n ne kyaa diyaa mujh ko
Nazeer Baaqri
Sher
aandhe mo.D ko jo bhii kaaTe aahista guzre
cycle.n Takraa jaatii hai.n akasr motor se