SEARCH RESULTS
Showing search results for "barhangii"
Sher MATCHES FOR "barhangii"
Sher
barse.ngii aaj rahmate.n aamad hai yaar kii
naayaab hai.n ye gha.Diyaa.n tire intizaar kii
Ameeta Parsuram Meeta
Sher
kam se kam ret se aa.nkhe.n to bache.ngii 'qaisar'
mai.n havaa.o.n kii taraf piiTh kiye baiThaa huu.n
Qaisarul Jafri
Sher
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
nazar kisii ko vo muu-e-kamar nahii.n aataa
ba-ra.ng-e-taar-e-nazar hai nazar nahii.n aataa
Meer Kallu Arsh
Sher
ba-ra.ng-e-buu-e-gul us baaG ke ham aashnaa hote
ki hamraah-e-sabaa Tuk sair karte phir havaa hote
Meer Taqi Meer
Sher
Ghaus Khah makhah Hyderabadi
Sher
ash.aar mere sun ke vo KHaamosh ho gayaa
Gunche ba-ra.ng-e-gul hama-tan gosh ho gayaa
Muneer Shikohabadi
Sher
dil ko kis buu-qalamo.n jalve ne hai KHuun kiyaa
ashk aa.ankho.n se jo ye ra.ng-ba-ra.ng aate hai.n
Meer Hasan
Sher
barse.ngii aaj rahmate.n aamad hai yaar kii
naayaab hai.n ye gha.Diyaa.n tire intizaar ke
Ameeta Parsuram Meeta
Sher
ajab tarah kii hai duniyaa ba-ra.ng-e-buu-qalamuu.n
ki hai har ek judaagaana al-amaa.n tanhaa