SEARCH RESULTS
Showing search results for "bartarf"
Sher MATCHES FOR "bartarf"
Sher
puurii na adhuurii huu.n na kam-tar huu.n na bartar
insaan huu.n insaan ke me.aar me.n dekhe.n
Fatima Hasan
Sher
ek hii fankaar ke shahkaar hai.n duniyaa ke log
ko.ii bartar kis liye hai ko.ii kam-tar kis liye
Afzal Minhas
Sher
Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida
Sher
Gulam Yahya Huzur Azimabadi
Sher
Dhuu.nD aflaak na.e aur zamiine.n bhii na.ii
ho Gazal kaa tirii har she'r nayaa harf-ba-harf
Sada Ambalvi
Sher
zinda-e-jaaved hai.n maaraa jinhe.n us shoKH ne
bar-taraf jo ho ga.e un kii bahaalii ho ga.ii