SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-amaa.n"
Sher MATCHES FOR "be-amaa.n"
Sher
Seemab Akbarabadi
Sher
ik dasht-e-be-amaa.n kaa safar hai chale-chalo
rukne me.n jaan o dil kaa zarar hai chale-chalo
Waheed Akhtar
Sher
amaa.n me.n aa ke bhii jis kii mai.n be-amaan rahuu.n
kisii bhii aisii nazar kaa mujhe hisaar na de
Abida Karamat
Sher
na.ii mohabbate.n 'KHaalid' puraanii dostiyaa.n
azaab-e-kashmakash-e-be-amaa.n me.n rahte hai.n
Abdul Aziz Khalid
Sher
dahshat-zada zamii.n par vahshat bhare makaa.n ye
is shahr-e-be-amaa.n kaa aaKHir ko.ii KHudaa hai
Bilqis Zafirul Hasan
Sher
sust-rau musaafir kii qismato.n pe kyaa ronaa
tez chalne vaalaa bhii dasht-e-be-amaa.n me.n hai
Ejaz Gul
Sher
Rajinder Manchanda Bani
Sher
har sahaaraa be-amal ke vaaste be-kaar hai
aa.nkh hii khole na jab ko.ii ujaalaa kyaa kare
Hafeez Merathi
Sher
jahaa.n pe jhuuT hai nafrat hai be-iimaanii hai
vahii.n pe zindagii-bhar zindagii bitaanii hai
Rakesh Toofan
Sher
Haneef Akhgar
Sher
maslahat kaa ye kafan rakhtaa hai be-daaG hame.n
ahl-e-iimaan hai.n ham-ra.ng se Dar lagtaa hai
Naseem Siddiqi
Sher
Ram Awtar Gupta Muztar
Sher
jab tiraa qaamat-e-sho.ala-numaa pahu.nchaa sar-e-bazm
saare hii shaiKH kha.De ho ga.e iimaan-ba-kaf
Ameen Tirmizi
Sher
teraa imaam be-huzuur terii namaaz be-suruur
aisii namaaz se guzar aise imaam se guzar
Allama Iqbal
Sher
aamad kaa tirii jab ko.ii imkaan nahii.n hai
kab tak dil-e-be-taab yuu.nhii thaam rakhe.n ham