SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-sharh"
Sher MATCHES FOR "be-sharh"
Sher
Mirza Ghalib
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
ahl-e-dil ne kabhii maKHluut hukuumat na banaa.ii
aql vaalo.n ne bhii be-shart himaayat nahii.n dii
Farhat Ehsas
Sher
hame.n hai shauq ki be-parda tum ko dekhe.nge
tumhe.n hai sharm to aa.nkho.n pe haath dhar lenaa
Dagh Dehlvi
Sher
hamaaraa imtihaa.n karte ho lekin
tumhaaraa bhii isii me.n imtihaa.n hai
Mohammad Be-Nazeer Shah
Sher
mai.n be-KHayaal kabhii dhuup me.n nikal aa.uu.n
to kuchh sahaab mire saath saath chalte hai.n
Farhat Abbas Shah
Sher
ye sharm-gii.n nigah ye tabassum naqaab me.n
kyaa be-hijaabiyaa.n hai.n tumhaare hijaab me.n
Joseph Desilva
Sher
musiibat me.n aa.nkhe.n khulii.n ab to dekhaa
chhupaate hai.n mu.nh mehrbaa.n kaise kaise
Mohammad Be-Nazeer Shah
Sher
Abroo Shah Mubarak
Sher
be-laus vafaa.o.n ke dhanii tum ho magar haa.n
dastak pe na dar kholo to qismat nahii.n rahtii
Jiya Shah
Sher
mehnat se hai azmat ki zamaane me.n nagii.n ko
be-kaavish-e-siina na kabhii naamvarii dii
Bahadur Shah Zafar
Sher
Abroo Shah Mubarak
Sher
muflisii ne jaa-ba-jaa luuTaa hame.n
ab bachaa kuchh bhii nahii.n luTvaa.e.n kyaa
Babar Rehman Shah
Sher
le gayaa chhiin ke kaun aaj tiraa sabr o qaraar
be-qaraarii tujhe ai dil kabhii aisii to na thii
Bahadur Shah Zafar
Sher
qaul 'aabruu' kaa thaa ki na jaa.uu.ngaa us galii
ho kar ke be-qaraar dekho aaj phir gayaa