SEARCH RESULTS
Showing search results for "bichhaunaa"
Sher MATCHES FOR "bichhaunaa"
Sher
milnaa thaa ittifaaq bichha.Dnaa nasiib thaa
vo utnii duur ho gayaa jitnaa qariib thaa
Anjum Rehbar
Sher
nayaa ik rishta paidaa kyuu.n kare.n ham
bichha.Dnaa hai to jhag.Daa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Sher
Parveen Shakir
Sher
Ahmad Kamal Parwazi
Sher
tujh se bichha.Dnaa ko.ii nayaa haadsa nahii.n
aise hazaaro.n qisse hamaarii KHabar me.n hai.n
Aashufta Changezi
Sher
ha.nsii-KHushii se bichha.D jaa agar bichha.Dnaa hai
ye har maqaam pe kyaa sochtaa hai aaKHir tuu
Ahmad Faraz
Sher
mausam-e-zard me.n ek dil ko bachaa.uu.n kaise
aisii rut me.n to ghane pe.D bhii jha.D jaate hai.n
Mohsin Naqvi
Sher
Ahmad Mahfuz
Sher
Imam Azam
Sher
KHaak mai.n us kii judaa.ii me.n pareshaan phiruu.n
jab ki ye milnaa bichha.Dnaa mirii marzii niklaa
Saqi Faruqi
Sher
Arif Lakhnavi
Sher
Muztar Khairabadi
Sher
vo mil gayaa to bichha.Dnaa pa.Degaa phir 'zarrii.n'
isii KHayaal se ham raaste badalte rahe
Iffat Zarrin
Sher
Shahzad Ahmad
Sher
muskuraa kar un kaa milnaa aur bichha.Dnaa ruuTh kar
bas yahii do lafz ik din daastaa.n ho jaa.e.nge