SEARCH RESULTS
Showing search results for "big.de"
Sher MATCHES FOR "big.de"
Sher
'zauq' jo madrase ke big.De hu.e hai.n mullaa
un ko mai-KHaane me.n le aa.o sa.nvar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Sher
tum ko aanaa hai to aa jaa.o isii aalam me.n
big.De haalaat Gariibo.n ke sa.nvarte hai.n kahii.n
Firdaus Gayavi
Sher
tishnagii KHaak bujhe ashk kii tuGyaanii se
ain barsaat me.n big.De hai mazaa paanii kaa
Shah Naseer
Sher
aap aa.e ban pa.Dii mere dil-e-naashaad kii
aap big.De ban ga.ii mere dil-e-naashaad par
Nooh Narvi
Sher
nigah-e-lutf me.n hai uqda-kushaa.ii muzmar
kaam big.De hu.e bando.n ke sa.nvar jaate hai.n
Sher Singh Naaz Dehlvi
Sher
umr bhar kii baat big.Dii ik zaraa sii baat me.n
ek lamha zindagii bhar kii kamaa.ii khaa gayaa
Nazeer Banarasi
Sher
Rauf Khalish
Sher
baat big.De ki bane ye mirii be-taabii-e-shauq
terii aavaaz se aavaaz milaa detii hai
Ijtiba Rizvi
Sher
big.Dii hu.ii is shahr kii haalat bhii bahut hai
jaa.uu.n bhii kahaa.n is se mohabbat bhii bahut hai
Shahzad Ahmad
Sher
kuchh ab ke dhuup kaa aisaa mizaaj big.Daa hai
daraKHt bhii to yahaa.n saa.ebaan maa.ngte hai.n
Manzoor Hashmi
Sher
big.Daa hu.aa hai rang jahaan-e-KHaraab kaa
bhar luu.n nazar me.n husn kisii ke shabaab kaa
Jigar Moradabadi
Sher
ahl-e-haram se kah do ki big.Dii nahii.n hai baat
sab ri.nd jaante hai.n abhii paarsaa mujhe
Riyaz Khairabadi
Sher
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Sher
Ameer Minai
Sher
sharaafato.n kii yahaa.n ko.ii ahmiyat hii nahii.n
kisii kaa kuchh na bigaa.Do to kaun Dartaa hai
Waseem Barelvi
Sher
kho diyaa tum ko to ham puuchhte phirte hai.n yahii
jis kii taqdiir biga.D jaa.e vo kartaa kyaa hai
Firaq Gorakhpuri
Sher
ajiib lutf kuchh aapas kii chhe.D-chhaa.D me.n hai
kahaa.n milaap me.n vo baat jo bigaa.D me.n hai