SEARCH RESULTS
Showing search results for "bolaa"
Sher MATCHES FOR "bolaa"
Sher
jhuuT bolaa hai to qaa.em bhii raho us par 'zafar'
aadmii ko saahab-e-kirdaar honaa chaahiye
Zafar Iqbal
Sher
Mirza Ghalib
Sher
mai.n ne jo kahaa mujh pe kyaa kyaa na sitam guzraa
bolaa ki abe teraa rote hii janam guzraa
Meer Hasan
Sher
Shuja Khaavar
Sher
Seema Ghazal
Sher
yaaro vo sharm se jo na bolaa to kyaa hu.aa
aa.nkho.n me.n sau tarah kii hikaayaat ho ga.ii
Mohammad Rafi Sauda
Sher
yaar ke aage pa.Dhaa ye reKHta jaa kar 'naziir'
sun ke bolaa vaah-vaah achchhaa kahaa achchhaa kahaa
Nazeer Akbarabadi
Sher
Waliullah Muhib
Sher
ab bhii vahii din raat hai.n lekin farq ye hai
pahle bolaa karte the ab sunte hai.n
Shahzad Ahmad
Sher
abhii se hosh u.De maslahat-parasto.n ke
abhii mai.n bazm me.n aayaa abhii kahaa.n bolaa
Hafeez Merathi
Sher
KHushaamad ai dil-e-betaab is tasviir kii kab tak
ye bolaa chaahtii hai par na bolegii na bolii hai
Ameer Minai
Sher
sair us kuuche kii kartaa huu.n ki jibriil jahaa.n
jaa ke bolaa ki bas ab aage mai.n jal jaa.uu.ngaa
Qayem Chaandpuri
Sher
daarushshafaa-e-ishq me.n le jaa ke ham ko ishq
bolaa ki chand roz ye biimaariyaa.n rahe.n