SEARCH RESULTS
Showing search results for "bolo"
Sher MATCHES FOR "bolo"
Sher
Ada Jafarey
Sher
mujh se mat bolo mai.n aaj bharaa baiThaa huu.n
cigarette ke dono.n paikeT bilkul KHaalii hai.n
Muzaffar Hanfi
Sher
kaun suntaa hai yahaa.n past-sadaa.ii itnii
tum agar chiiKH ke bolo to asar bhii hogaa
Javed Nadeem
Sher
but kahte hai.n kyaa haal hai kuchh mu.nh se to bolo
ham kahte hai.n suntaa nahii.n allaah hamaarii
Lala Madhav Ram Jauhar
Sher
Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz
Sher
kis kis phuul kii shaadaabii ko masKH karoge bolo!!!
ye to us kii den hai jis ko chaahe vo mahkaa.e
Fariha Naqvi
Sher
talKH kahte the lo ab pii ke to bolo zaahid
haath aa.e idhar ustaad mazaa hai ki nahii.n
Dattatriya Kaifi
Sher
leader jo nazar aa.e to bolo ye adab se
taqriir me.n tum garmi-e-whiskey se jilaa do
Asrar jamayee
Sher
vo jhuuT bol rahaa thaa ba.De saliiqe se
mai.n e'tibaar na kartaa to aur kyaa kartaa