SEARCH RESULTS
Showing search results for "bundii"
Sher MATCHES FOR "bundii"
Sher
ek aa.nsuu ne Duboyaa mujh ko un kii bazm me.n
buu.nd bhar paanii se saarii aabruu paanii hu.ii
Shaikh Ibrahim Zauq
Sher
daftar se mil nahii.n rahii chhuTTii vagarna mai.n
baarish kii ek buu.nd na be-kaar jaane duu.n
Azhar Faragh
Sher
ik buu.nd zahr ke liye phailaa rahe ho haath
dekho kabhii KHud apne badan ko nicho.D ke
Shahryar
Sher
pahle nahaa.ii os me.n phir aa.nsu.o.n me.n raat
yuu.n buu.nd buu.nd utrii hamaare gharo.n me.n raat
Shahryar
Sher
firqa-bandii hai kahii.n aur kahii.n zaate.n hai.n
kyaa zamaane me.n panapne kii yahii baate.n hai.n
Allama Iqbal
Sher
qatra na ho to bahr na aa.e vajuud me.n
paanii kii ek buu.nd samundar se kam nahii.n
Junaid Hazin Lari
Sher
Muneer Niyazi
Sher
Gairat-zada to Duub gayaa ek buu.nd me.n
be-Gairato.n ko ko.ii samundar nahii.n milaa
Mahender Huma
Sher
Muztar Khairabadi
Sher
Heera Lal Falak Dehlvi
Sher
had-bandii-e-KHizaa.n se hisaar-e-bahaar tak
jaa.n raqs kar sake to ko.ii faasla nahii.n
Saqi Faruqi
Sher
Anjum Khaleeq
Sher
jin ko hai abhii naam se bandii ke tanaffur
allaah ne chaahaa to vahii pyaar kare.nge