SEARCH RESULTS
Showing search results for "but-saaz"
Sher MATCHES FOR "but-saaz"
Sher
ko.ii us but saa zamaane me.n nahii.n
yuu.n to dekhe hai.n trahdaar bahut
Mohammad Naazir Ali Naazir
Sher
haq baat sar-e-bazm bhii kahne me.n ta.ammul
haq baat sar-e-daar kaho sochte kyaa ho
Wahid Premi
Sher
yaad aatii hai achchhii sii ko.ii baat sar-e-shaam
phir sub.h talak sochte rahte hai.n vo kyaa thii
Shamim Abbas
Sher
barhaman khole hiigaa but-kada kaa darvaaza
band rahne kaa nahii.n kaar-e-KHudaa-saaz apnaa
Haidar Ali Aatish
Sher
Muztar Khairabadi
Sher
use bataayaa nahii.n hijr me.n jo haal hu.aa
jo baat sab se zaruurii thii vo chhupaa gayaa huu.n
Irfan Sattar
Sher
tamaam KHaana-ba-dosho.n me.n mushtarak hai ye baat
sab apne apne gharo.n ko palaT ke dekhte hai.n
Iftikhar Arif
Sher
ye alag baat ki chalte rahe sab se aage
varna dekhaa hii nahii.n terii talab se aage
Zakariya Shaz
Sher
ahl-e-haram se kah do ki big.Dii nahii.n hai baat
sab ri.nd jaante hai.n abhii paarsaa mujhe
Riyaz Khairabadi
Sher
Abroo Shah Mubarak
Sher
use ik but ke aage sar jhukaate sab ne dekhaa hai
vo kaafir hii sahii pakkaa magar iimaan rakhtaa hai
Bharat Bhushan Pant
Sher
kam-ayaarii ne KHudaa-soz banaayaa aisaa
but to sab yaad rahe ek KHudaa bhuul ga.e
Sarwar Alam Raz
Sher
sab ho chuke hai.n us but-e-kaafir-adaa ke saath
rah jaa.e.nge rasuul hii bas ab KHudaa ke saath
Akbar Allahabadi
Sher
tumhaare binaa sab adhuure hai.n jaanaa.n
sabaa phuul KHush-buu chaman raushnii ra.ng
Indira Varma
Sher
sab lage us but ko sajda karne ai 'maaruuf' aah
kal jidhar maathe pe vo qashqa sidhaaraa khii.nch kar