SEARCH RESULTS
Showing search results for "chaTTii"
Sher MATCHES FOR "chaTTii"
Sher
Muztar Khairabadi
Sher
kyaa jaaniye ki ishq me.n KHuu.n ho gayaa ki daaG
chhaatii me.n ab to dil kii jagah ek dard hai
Meer Taqi Meer
Sher
kisii ke tiir ko chhaatii se ham lagaa.e rahe
tamaam umr kaleje ke paar hii rakkhaa
Muztar Khairabadi
Sher
dekh kar har uzv un kaa dil ho paanii bah chalaa
khol chhaatii be-takalluf jab nahaa.e.n baaG me.n
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
kyuu.nkar na tujhe dau.D ke chhaatii se lagaa luu.n
phuulo.n kaa gale me.n tire ye haar Gazab hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
gar kahii.n paa.uu.n akelaa to balaa.e.n le kar
kis maze se tujhe luu.n chhaatii se dil-daar lagaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
Abid Nami
Sher
dil-e-muztar ye kahe hai vahii.n le chal varna
to.D chhaatii ke kivaa.Do.n ko nikal jaa.uu.ngaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
tirii nigah se ga.e khul kivaa.D chhaatii ke
hisaar-e-qalb kii goyaa thii fat.h tere naam
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
hove na azaab us pe kabhii jis ke pas-e-marg
chhaatii pe ho ta.aviiz tire naqsh-e-qadam kaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
zaKHm ke lagte hii kyaa khul ga.e chhaatii ke kivaa.D
aage ye KHaana-e-dilchasp havaa daar na thaa
Raza Azimabadi
Sher
Munawwar Rana
Sher
maktab-e-ishq kaa dastuur niraalaa dekhaa
us ko chhuTTii na mile jis ko sabaq yaad rahe
Meer Tahir Ali Rizvi
Sher
dil kii choTo.n ne kabhii chain se rahne na diyaa
jab chalii sard havaa mai.n ne tujhe yaad kiyaa
Josh Malihabadi
Sher
Munawwar Rana
Sher
chhoTii sii baat pe KHush honaa mujhe aataa thaa
par ba.Dii baat pe chup rahnaa tumhii se siikhaa