SEARCH RESULTS
Showing search results for "chauha.Do.n"
Sher MATCHES FOR "chauha.Do.n"
Sher
KHvaab, ummiid, tamannaa.e.n, ta.alluq, rishte
jaan le lete hai.n aaKHir ye sahaare saare
Imran-ul-haq Chauhan
Sher
chauraaho.n kaa to husn ba.Dhaa shahr ke magar
jo log naamvar the vo patthar ke ho ga.e
Azhar Inayati
Sher
haar hii jiit hai aa.iin-e-vafaa kii ruu se
ye vo baazii hai jahaa.n jiit ke haare saare
Imran-ul-haq Chauhan
Sher
vaqt har zaKHm ko bhar detaa hai kuchh bhii kiije
yaad rah jaatii hai halkii sii chubhan kii had tak
Imran-ul-haq Chauhan
Sher
puurii ho jaatii agar ko.ii kahaanii hotii
ye mohabbat hai miyaa.n is me.n kasak rahtii hai
Zahoor Chohan
Sher
kyaa jaane shaaKH-e-vaqt se kis vaqt gir pa.Duu.n
maanind-e-barg-e-zard abhii Doltaa huu.n mai.n
Imran-ul-haq Chauhan
Sher
apne lahuu me.n zahr bhii KHud gholtaa huu.n mai.n
soz-e-daruu.n kisii pe nahii.n kholtaa huu.n mai.n
Imran-ul-haq Chauhan
Sher
aaKHirii baar mulaaqaat to kar lii hai magar
silsila apnii mohabbat kaa kahaa.n aaKHirii hai
Zahoor Chohan
Sher
mai.n apne aap me.n taqsiim hone lagtaa huu.n
use kaho ki mire saamne na aayaa kare
Zahoor Chohan
Sher
ajiib KHauf kaa mausam hai in dino.n 'imrran'
sugandh le ke havaa duur tak nahii.n jaatii
Imran-ul-haq Chauhan
Sher
zindagii kitne saliiqe se guzaaraa hai tujhe
muskuraate bhii rahe zaKHm bhii khaate rahe ham
Zahoor Chohan
Sher
kisii ke saath milaa huu.n ba.Dii mohabbat se
kabhii kabhaar jo milte hai.n achchhe rahte hai.n
Zahoor Chohan
Sher
Zahoor Chohan
Sher
hame.n na dafn karo kachchii-pakkii qabro.n me.n
ham ahl-e-'ilm hai.n mar kar bhii jo nahii.n marte
Zahoor Chohan
Sher
mai.n roz daana nahii.n Daaltaa parindo.n ko
ki bhuul jaa.uu.n to vo chhat pe baiThe rahte hai.n
Zahoor Chohan
Sher
shahr ke chauraahe me.n aa.nkhe.n rakh dii hai.n
bach kar vo is baar kidhar se niklegaa